tuhmare bina koi bhi ab khaaas naa raha
tumhare siva kisi aur ke liye koi ehsaas naa raha
pyaar to bahut mila par kisi ki aaass naa rahi
bhar gaya ho dil jaise aur kisi ki pyaas naa rahi
Humne Dekhe duniya ke fasane kucch aise
dil to dhadkahta raha par saans naa rahi
(Source: Mandy and Pulkit. I can't write this good, but can sure appreciate it)
This is more my style (source: Chahat):
Haqeeqat samjho ya fasana,How 'bot this one:
Apna samjho ya begana,
Suno dil ka afsana,
Ki garmi bahut hai,
Din mein teen baar nahana....hehehe
Tum aa gaye ho,One more:
Noor aa gaya hai
Chalo teeno movie chalen....
zamane ne jeene na diyaOne final:
apno ne rone na diya
thak kar jab neend aayi toh
macharo ne soone na diya....
Dhoka mila jab pyar mainSweet!
Zindagi main udasi cha gai,
Socha tha chod denge is zindagi ko par
Aaj mohalle main dusri aa gai…
No comments:
Post a Comment